Tera Chehra (Sanam Teri Kasam) Lyrics
meri bechainiyon ko chain mil jaaye
  tera chehra jab nazar aaye
  tera chehra jab nazar aaye
  mere deewanepan ko sabr mil jaaye
  tera chehra jab nazar aaye
  tera chehra jab nazar aaye
  zikr tumhara jab jab hota hai
  dekho na aankhon se
  bheega bheega pyaar beh jaata hai
  meri tanhaiyon ko noor mill jaaye
  tera chehra jab nazar aaye
  tera chehra jab nazar aaye
  
  main raat-din ye duaa karun
  tere liye main jiyun marun
  chaaron pehar tujhe dekha karun
  mera jahan ye tujhpe fanaa karun
  zikr tumhara jab jab hota hai
  dekho na hontho pe tera ehsas reh jaata hai
  mere har raaste ko manzil mill jaaye
  tera chehra jab nazar aaye
  tera chehra jab nazar aaye
  
  berang hawayein mujhe naa jaane
  de gayi sadaa kyun abhi abhi
  hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
  jaayegi jaan meri isme kabhi
  zikr tumhara jab jab hota hai
  dekho har lamha teri dastan keh jaata hai
  meri har ik tadap ko sukoon mill jaaye
  tera chehra jab nazar aaye
  tera chehra jab nazar aaye
                            
                            
                        