Rock On Revisited Lyrics
dil kya kehta hai mera kya mai bataun
tum ye samjhoge shayad mai pagal hun
dil karta hai tv tower pe mai chadh jaun
chilla chilla ke main ye sabse keh doon
rock on hai ye waqt ka ishara
rock on har lamha pukara
rock on yunhi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara
dil karta hai sadkon par zor se gaaun
sab apne apne ghar ki khidki kholein
phir main aise joshile geet sunaaun
mere geeton ko sun kar sab ye bolein
rock on hai ye waqt ka ishara
rock on har lamha pukara
rock on yunhi dekhta hai kya tu
rock on zindagi milegi na dobara
jaise jine ko dil chahe jee waise tu
meri toh hai bas ye raay ki
apne jitne bhi arman hain pure karle tu
rock on hai ye waqt ka ishara
rock on har lamha pukara
rock on yunhi dekhta hai kya tu
rock on zindagi millegi na dobara