Sapera Bin Baja, Bin Baja Nachungi Mai To Nachungi Lyrics
sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi ye meri chaal dekho ye gore dekho ye lambe baal dekho dil chura lungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi roop nagar se aayi main to log kahe matwari log kahe matwari roop nagar se aayi main to log kahe matwari log kahe matwari ek nazar se kar du ghayal maaru nain katari maaru nain katari ye mera roop dekho nashili dhoop dekho kaisa anoop dekho hosh uda dungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi ghum ghaam ke aayi main to jaipur aur bareli jaipur aur bareli ghum ghaam ke aayi mai to jaipur aur bareli jaipur aur bareli bambai nagari aa pahuchi hu tere liye main akeli tere liye main akeli ye mera rang dekho pagal umag dekho dil ki tarang dekho dhum macha dungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi hirani jaisi aankhiya mori koyal jaisi gaau koyal jaisi gaau hirni jaisi aankhiya mori koyal jaisi gaau koyal jaisi gaau main bagiya ki mast morani sabka dil bahlaau sabka dil bahlaau ye meri shaan dekho duniya hairan dekho dil ki udaan dekho rang jama dungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi ye meri chaal dekho ye gore dekho ye lambe baal dekho dil chura lungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi