Vande Matram Lyrics
shabnami shama ko chhu rahi hain kiran
phul titliyon ke sang dole hain man
shabnami shama ko chhu rahi hain kiran
phul titliyon ke sang dole hain man
mitega ye andhera khil uthega chaman
hogi jindgi me nai si tarang
vande matram, vande matram
vande matram, vande matram
vande matram, matram, matram
bas chale to waqt ko rok kar sunau dasta, dasta
kaise main baya karun vatan se hain mera vasta, vasta
bas chale to waqt ko rok kar sunau dasta, dasta
kaise main baya karun vatan se hain mera vasta, vasta
iradein naye aur hausle buland
chhin layenge aazadi khai hain kasam
vande matram, vande matram
vande matram, vande matram
vande matram, matram, matram
pukar hain aavam ki swadesh ka hume vasta
chahe to lahun bahe firangiyon ka roke rasta, rasta
pukar hain aavam ki swadesh ka hume vasta
chahe to lahun bahe firangiyon ka roke rasta, rasta
hasil aazadi hogi jhum uthega man
salaam tujhko ae mere maadre vatan
shashyamlam madre matram
shashyamlam madre matram
shashyamlam madre matram
shashyamlam madre matram