Meri Bhi Koi Behna Hoti Lyrics

meri bhi koi bahna hoti bholi bhali gudiya jaisi yani bilkul tere jaisi fir to jhum ke gate hum piye bina lahrate hum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum meri bhi koi bahna hoti bholi bhali gudiya jaisi yani bilkul tere jaisi fir to jhum ke gate hum piye bina lahrate hum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum wo jab hoti choti si to sabka dil bahlati wo wo jab hoti choti si to sabka dil bahlati wo aati jab school se wapas jeck and jill fir gati wo tata thaiya karke sare ghar ko nach dikhati wo wo jab roti or chup na hoti uska man bahlate hum or fir jhum ke gate hum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum meri bhi koi bahna hoti wo gudiya jab hoti sayani sahjadi kahlati wo wo gudiya jab hoti sayani sahjadi kahlati wo solah baras ki jab ho jati pritam ke ghar jati wo or jab uska man ghabrata hamse milne aati wo bhaiya kahkar wo sharmati man hi man muskate hum or fir jhum ke gate hum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum meri bhi koi bahna hoti lekin ye sab khwab hai mere jinki koi tabir nahi lekin ye sab khwab hai mere jinki koi tabir nahi man darpan me jisko sajate aisi koi taswir nahi maine kaisi kismat payi suni padi hai meri kalai kaun kahega mujhko bhai kaun kahega mujhko bhai mujhko bhai