Pyaar Jab Tera Mera Hua, Jamana Muh Dekhta Rah Gaya Lyrics

pyar jab tera mera pyar jab tera mera hua zamana muh dekhta rah gaya o jalke hatho ko malta aaye haye jalke hatho ko malta raha zamana muh dekhta rah gaya pyar jab tera mera hua zamana muh dekhta rah gaya duniya se dar ke duniya se dar ke pichhe hata lete hum jo ye bhadte kadam duniya se dar ke pichhe hata lete hum jo ye bhadte kadam tum bhi tadapte hum bhi tadapte sari umar o sanam humne wada jo pura humne wada jo pura kiya zamana muh dekhta rah gaya pyar jab tera mera tera mera pyar jab tera mera hua zamana muh dekhta rah gaya aakhir hamari aakhir hamari diwangi ne humko mila hi diya aakhir hamari diwangi ne humko mila hi diya pyase dilo ko tarse dilo ko manjil pe la hi diya humne kahna dilo ka humne kahna dilo ka jo mana zamana muh dekhta rah gaya jalke hatho ko malta aaye haye jalke hatho ko malta raha zamana muh dekhta rah gaya manjil ho koi manjil ho koi ya koi rasta ho humko thahrana nahi manjil ho koi ya koi rasta ho humko thahrana nahi ek dusre ko jo kar de zuda wo kam karna nahi humne daman se daman humne daman se daman jo bandha zamana muh dekhta rah gaya pyar jab tera mera tera mera pyar jab tera mera hua zamana muh dekhta rah gaya