Dard Kaa Pata Lyrics

dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah aankhe apni jab main band karu aankhe apni jab main band karu, bas tujhe hi dekhta raha dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah hasrato ka kya, jo nahi mila hasrato ka kya, jo nahi mila harf ki tarah mai jise padha, main jise padha waqt jaane kab gujar gaya dar badar main dhundhata raha ho ab talak mera, kyu naa wo hua ab talak mera, kyu naa wo hua jisko paane ki maangi hai dua, maangi hai dua rab mera tu kyun khafa hua, aisi mujhse kya huyi khafa aankhe apni jab main band karu aankhe apni jab main band karu, bas tujhe hi dekhta raha