Zindagi (Sunidhi Chauhan) Lyrics
zindagi dard ka sehra hi nahi
zindagi kushiyon ka dariya bhi hai
zindagi ko kareeb se dekho
zindagi pyar ka jalsa bhi hai
ek pal hai gam ka ek pal kushi ka
har ghadi badalta rang zindagi ka
ek pal hai gum ka ek pal kushi ka
har ghadi badalta rang zindagi ka
muskura ke aansuo ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
ek pal hai gam ka ek pal kushi ka
har ghadi badalta rang zindagi ka
muskura ke aansuo ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
khilti hai kaliyan bhi kanto main palke
milti hain manzil bhi kadmo se chal ke
khilti hai kaliyan bhi kanto main palke
milti hain manzil bhi kadmo se chal ke
dard ki panaho main hi rehta hai sukoon
muskilon ko aasaan krdega teri junoon
muskura ke aansuo ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jata hai andhera tab aati roshni
ek naya savera hai lati roshni
jata hai andhera tab aati roshni
ek naya savera hai lati roshni
chand ke maathe par bhi halka daag hai
aaftaab ke seene jalti aag hai
muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le