Maula Kar Rahem Lyrics
bebas o majbur hu, ranj o gham se chur hu
  besabab aur bewajah yaar se kyun dur hu
  maula yaar se kyun dur hu, mere maula mera maula
  mere maula mere maula mere maula
  maula tu bata kyun hai bhala mujhse meri kismar khafa
  na karar hai na sukun hai, kaisa ishq ka ye junun hai
  maula mere maula mere maula
  
  mai bhatakta phirta hu darbadar, mujhe na rahi khud ki khabar

  barsa de ab abre karam, barsa de ab abre karam
  maula kar rahem, maula kar rahem, maula kar rahem

  ghum-e-ishq ka maara hu mai, shab-e-hijr se haara hu mai

  maula puri kar meri mannate, hai tabah dil ki jannate
  mai bhatakta phirta hu darbadar, mujhe na rahi khud ki khabar
  kaise hai ye ranj-o-alam, kaise hai ye ranj-o-alam
  maula kar rahem, maula kar rahem, maula kar rahem
  maula kar rahem, maula kar rahem, maula kar rahem
  
  mujhe yaar ka didar de yaa jeete ji mujhe maar de

  mere dil ki hai yahi ilteja, maula sun bhi le meri dua
  mai bhatakta phirta hu darbadar, mujhe na rahi khud ki khabar
  meri aaho ka rakhle bharam, meri aaho ka rakhle bharam