Bhaiya Phul Mai Phulo Ki Dali Lyrics
bhaiya phul mai phulo ki dali jaise kaliyo ke mukhde pe lali
  bhaiya phul mai phulo ki dali jaise kaliyo ke mukhde pe lali
  mera sapna tu ha mera sapna tu mera apna tu 
  tu hai to hai hariyali bhaiya phul mai dali
  bhaiya phul mai phulo ki dali jaise kaliyo ke mukhde pe lali
  
  mathe pe tere chandan tika aaja aaj laga du
  mathe pe tere chandan tika aaja aaj laga du
  ek tere karan mai duniya ki har daulat thukra du
  tujh bin hai jivan khali bhaiya phul mai dali
  bhaiya phul mai phulo ki dali
  jaise kaliyo ke mukhde pe lali
  
  bazne do ab to man ki vina bazne do shehnai
  bazne do ab to man ki vina bazn edo shehnai
  aaya hai kitne barso me ab bahna ke ghar bhai
  ho na rut jhumak wali bhaiya phul mai dali
  bhaiya phul mai phulo ki dali
  jaise kaliyo ke mukhde pe lali
  
  jag se na tutega ye nata kitni bhi ho duri
  jag se na tutega ye nata kitni bhi ho duri
  milne se humko kya rokegi ab koi majburi
  dhal gayi wo raina kali bhaiya phul mai dali