Farishton Ki Dua (Angels Orar) Lyrics

farishto ki paaki dua ki tarah hai tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai farishto ki paaki dua ki tarah hai tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna tu mehbub mera khuda ki tarah hai tu mehbub mera khuda ki tarah hai aake tere karib yu duniya lage hai juda teri mujhe baate sabhi dil ki lage hai dua ye zindagi mujhpe kahi leti hai ab saanse maine mujhe pa hi liya khud me tujhe paa ke ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna tu viraniyo me fiza ki tarah hai tu jannat ki taare saba ki tarah hai farishto ki paaki dua ki tarah hai