Tere Liye Tham Gaya Hai Sawan Lyrics
kyu is dil me aaj yun sapne hai chhaye tere kyu yeh naina aaj yun dhunde hai saaye tere kyu yeh dil ki bebasi, kaisi hai yeh aashiqui tanha hai dil mera tere liye tham gaya hai sawan, rutha hai bin tere tere bina nam hai sara aalam, suna hai bin tere kyun jaane kyun beh rahi yeh hawa ab toh tere bina zindagi hai saza kya jaane kya keh rahi hai sada ab toh tere bina naa lage hai jiya chhu liya dil mera, kho gaya pal mera tanha mera safar, mera jahaan kyu is dil ko aajkal mausam yun bhaye tere kyu yeh raina aajkal sapne yun laaye tere kyu yeh dil ki bebasi, kaisi hai yeh aashiqui tanha hai dil mera tere liye tham gaya hai sawan, rutha hai bin tere tere bina nam hai sara aalam, suna hai bin tere tere liye tham gaya hai sawan, rutha hai bin tere tere bina nam hai sara aalam, suna hai bin tere