Fannari Lyrics
?fannari
  meri taank jhank karte hai
  mujhe ghur ghur badhte hai haaye
  oye hoye meri taank jhank karte hai
  mujhe ghur ghur badhte hai 
  chhoro ne had kar daali, dil haari sau sau vaari
  fannari fannari meri baali umariya fannari
  are fannari meri baali umariya aa aa aa 
  fannari meri baali umariya fannari
  fannari meri baali umariya fannari
  
  mere hosh wosh sab ud gaye
  aashiq adiyal jo bhid gaye haaye
  re mere hosh wosh sab ud gaye
  aashiq adiyal jo bhid gaye 
  meri reh gayi dhari taiyari, dil haari sau sau vaari
  fannari fannari meri baali umariya fannari
  are fannari meri baali umariya fannari
  fannari meri baali umariya fannari
  fannari meri baali umariya fannari
  
  ab raat kategi kaise, aise ya tell me waise
  ab raat kategi kaise, aise ya tell me waise
  mai fans gayi buri bechari, dil haari sau sau vaari
  fannari are fannari teri baali umariya fannari
  are fannari teri baali umariya fannari
  fannari teri baali umariya fannari
  fannari teri baali umariya fannari