Karna Padta Hai Lyrics

karna padta hai, karna padta hai is duniya me jeena hai to karna padta hai mere bhai karna padta hai, karna padta hai is duniya me jeena hai to karna padta hai mana ke aalu bada accha lagta hai mana ke aalu bada accha lagta hai par roz roz khane me wo to kadwa lagta hai par roz roz khane me wo to kadwa lagta hai isi tarah rakhna padta hai, rakhna padta hai biwi ke alawa do teen setting rakhna padta hai mere bhai karna padta hai, karna padta hai is duniya me jeena hai to karna padta hai mana ke kaam ka tension lena padta hai mana ke kaam ka tension lena padta hai par tension se bhi to relax hona padta hai par tension se bhi to relax hona padta hai isliye peena padta hai, peena padta hai sham dhalte hi beer whisky peena padta hai mere bhai karna padta hai, karna padta hai is duniya mein jeena hai to karna padta hai mana apna thobda na bura lagta hai mana apna thobda na bura lagta hai par video dekhne wala sala kuch dekhna mangta hai par video dekhne wala sala kuch dekhna mangta hai isliye nachna padta hai, nachana padta hai latke me ye hot ladkiya dikhana padta hai mere bhai karna padta hai, karna padta hai is duniya mein jeena hai to karna padta hai mere bhai karna padta hai, karna padta hai is duniya mein jeena hai to karna padta hai