Ek Na Ek Shama Andhere Me Jalaye Rakhiye Lyrics
ek na ek shamma andhere me jalaye rakhiye ek na ek shamma andhere me jalaye rakhiye subah hone ko hai mahol banaye rakhiye ek na ek shamma jinke haatho se hume zakm-e-niha pahunche hai jinke haatho se hume zakm-e-niha pahunche hai wo bhee kehte hai ke zakhmo ko chupaye rakhiye ek na ek shamma kaun jane ke wo kis raah-guzar se guzre kaun jane ke wo kis raah-guzar se guzre har guzar raah ko phulo se sajaaye rakhiye ek na ek shamma daman-e-yaar ki zeenat na bane har ansu daman-e-yaar ki zeenat na bane har ansu apni palko ke liye kuch to bachaye rakhiye ek na ek shamma andhere me jalaye rakhiye ek na ek shamma