Piyaa Tum Jaldi Aana, Dil Ne Badi Shiddat Se Lyrics
dil ne badi shiddat se chheda hai tarana
  dil ne badi shiddat se chheda hai tarana
  piya tum jaldi aana
  pahchan kho gayi deewani ho gayi hu
  teri yaad ki purani nishani ho gayi hu
  main apni jindgani se begani ho gayi hu
  dil jala raha hai koyal ka gungunana
  piya tum jaldi aana