Shaam Shaandaar Lyrics
sar jhuka ke kar salaam hai shaam shaandaar aasmaan se aa giri hai shaam shaandaar chak de andhera chaand jala de bulb bana ke fikr na kariyo karna bhi kya hai bijli bacha ke sar-e-aam pila khushi ke jaam shaandaar aasmaan se aa giri ye shaam shaandaar jazbaat ke chillar ko note bana ke mehandi raat pe khulke luta chingaariyon ko visphot bana ke aiyyashi ke tu rocket chhuda kaisa darr tu kar guzar ye kaam shaandaar aasmaan se aa giri ye shaam shaandaar ye shaam shaandaar ye shaam shaandaar