Hum To Jeete Hain Lyrics
begunaah ya gunehgaar
  nahi iska aitbaar
  bewafa hai zindgaani
  dekhna thukrayegi
  maut mashuka hai teri
  ye tujhe apnayegi
  
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko
  
  aati hai to welcome, aane do
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko
  aati hai to welcome, aane do
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko
  
  dhandhe mein hoshiyari nahi
  yaari mein gaddari nahi
  humse maara maari nahi
  warna tera khel khatam
  ae dhandhe mein hoshiyari nahi
  yaari mein gaddari nahi
  humse maara maari nahi
  warna tera khel khatam
  
  saath hai katta goli ka
  shauk khoon ki holi ka
  maut ki rangoli ka
  dekh le aaj humara dum
  
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko 
  aati hai to welcome, aane do
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko 
  
  begunaah ya gunehgaar
  nahi iska eitbaar
  bewafa hai zindgaani
  ek din thukrayegi
  aur haan maut mehbooba hai
  saath leke jayegi
  
  bewafa hai zindgaani
  ek din thukrayegi
  aur haan maut mehbooba hai
  saath leke jayegi
  seene mein dum rahe
  masti mein hum rahe 
  
  yaaron maut ko dene ko saanse na kam rahe
  shaan se hum rahein
  aankhen na nam rahein
  hum to baithe hain maut ko aazmane ko
  hum to baithe hain maut ko aazmane ko
  aati hai to welcome, aa jaane do
  
  hum to jeete hain ae
  maut ko gale lagane ko
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko
  hum to jeete hain maut ko gale lagane ko
                            
                            
                        