Mann Kasturi Lyrics
aant na paya meetha pani aant na paya meetha pani aur chhaur ki doori re man kasturi re, jag dasturi re man kasturi re, jag dasturi re baat hui na poori re man kasturi re, jag dasturi re baat hui na poori re khoje apni gandh na pave chadar ka pai-bandh na pave khoje apni gandh na pave chadar ka pai-bandh na pave bikhre bikhre chhandh sa tehle dohon mein ye bandh na paave nache hoke firki lattu o nache hoke firki lattu, khoje apni dhuri re man kasturi re, jag dasturi re man kasturi re, jag dasturi re baat hui na poori re man kasturi re, jag dasturi re baat hui na poori re ho umar ki ginti haath na aai purkhon ne ye baat bataai ulta karke dekh sake to ambar bhi hai gehri khaai rekhaaon ke paar nazar ko jisne fenka andhe mann se satrangi bazaar ka khola darwaza bin zor jatan ke phir to jhooma bawla hoke phir to jhooma bawla hoke, sar pe daal phituri re man kasturi re, jag dasturi re, baat hui na poori re man kasturi re, jag dasturi re, baat hui na poori re man kasturi re, jag dasturi re, baat hui na poori re man kasturi re, jag dasturi re baat hui na, baat hui na, baat hui na poori re paya meetha pani, baat hui na poori re