Jab Chaye Tera Jadoo Lyrics
aaj ki raat jo hona hai hone de 
  koi to baat hai everybody wants you 
  aaj ki raat jo hona hai hone de 
  koi to baat hai everybody wants you 
  
  tera suroor main aur jaam tu 
  tera fitoor main shaitaan tu 
  tera ishq mujhpe bhi chhaya hai 
  na tujhse koi bach paya hai 
  teri nazar chhule jise 
  bas wo tera ban jaye
  jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 
  jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 
  
  mujhse tum takrana na 
  jaan ke jaan gawana na 
  mujhse tum takrana na 
  jaan ke jaan gawana na 
  mera badan pighla sona 
  jaan bhi jaye khabar ho na 
  ye masti hai nahi sasti 
  dilwala hi boli lagaye 
  jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 
  aaj ki raat jo hona hai hone de 
  koi to baat hai everybody wants you 
  
  phulon ki narmi hun main
  sholon ki garmi hun main 
  phulon ki narmi hun main
  sholon ki garmi hun main 
  toofanon si halchal hun 
  hawaon ka anchal hun main
  jo dhunde wo paye, fir bhi haath na aaye 
  jab chhaye mera jadu, koi bach na paye 
  
  kabhi main dard jagati hun 
  kabhi main zakhm mitati hun 
  kabhi main dard jagati hun 
  kabhi main zakhm mitati hun 
  kabhi raaz chhupati hun 
  kabhi main khud hi raaz ban jaati hun 
  dil toote ya saath chhute, fir bhi tu pichhe aaye 
  jab chhaye mera jadu, koi bach na paye
                            
                            
                        