Zarb-E-Jeena Lyrics

zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi beh gayi baraf jo kabhi jalti thi aag si reh gayi raat hai abhi, banke bairaag si zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi zuni zuni raato mein dal pe udti thi chidiya to hum zuni zuni raato mein dal pe udti thi chidiya toh hum odha karte the na shikare me badan pe koi sharam sholo ka dariya, jalta najariya pehle tha ab nahi, ab hai bas siyahi zarb-e-jeena, zarb-e-jeena mumkin, na mumkin hua saanse bharne ko, mausam gujarne ko ruka waqt kyun yaha nabzo ka chalna, girna sambhalna tujhse tha ab nahi, ab hai bas duhai zarb-e-jeena, zarb-e-jeena thukraye zindagi beh gayi baraf jo kabhi jalti thi aag si reh gayi raat hai abhi, banke bairaag si shamo me thandi hawao ka maja lete yuhi shamo me thandi hawao ka maja lete yuhi baithte chinar ki godi me rakh kar sar wahi bundo ka jharna, baadal theharna pehle tha ab nahi, ab hai bas sehrai zarb-e-jeena zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi