Dekhe The Kitne Sapne Lyrics
dekhe the kitne sapne, kismat ne kya kar daala
dekhe the kitne sapne, kismat ne kya kar daala
jeena ka zamaane me andaz badal daala
andaz badal daala, andaz badal daala
andaz badal daala, andaz badal daala
badal daala
afsos jo na karna tha kaam wo kiya hai
main bekasur tha mujhe mujrim bana diya hai
nafrat ka zaher duniya ne dil me bhar diya hai
nafrat ka zaher duniya ne dil me bhar diya hai
mar mar ke jine pe majbur kar diya hai