Ho Naa Ho Naa Tum Lyrics
tu mere karib ki 
  sab barikiyo mein sama gaya hai tu
  jo koi sawal ho
  jawab bhi mera ban gaya hai tu
  
  main soch mein bas rah gayi
  jisme tu nahi wo baat kaisi
  ye umar bhi kya umar hai
  jo tu nahi wo raat kaisi
  ho na ho na tum
  ho na ho na tum
  ho na ho na tum
  
  madhoshiya kahti hai rukna abhi
  hai kashmkash nahi dhalta ye junun
  kabhi chupke se tu jhanke zindagi mein meri
  pal pal mein jaise bikhra jadu
  main sochti bas rah gayi
  dil mein na jo tu
  saans ruk jati kab ki
  khayal mein bas tu dikhe
  jo tu nahi wo yaad kaisi
  ho na ho na tum
  ho na ho na tum
  ho na ho na tum
  
  ho na ho na tum
  ho na ho na tum
  ho na ho na tum
                            
                            
                        