Masnad Luti Jo Shahe Falak Lyrics
masnad luti jo shahe falak ke bargaah ki
  haatho se dil ko tham ke zainab ne aah ki
  ul tha kaha chhipe nahi jaahe panah ki
  fariyad hain, duhayi hai sher e alah ki
  aaka tumhari ahal-e-haram lute jaate hai
  yaa sher-e-haq bachav ke hum lute jaate hai
                            
                            
                        