Mohabbat Yeh Ho Jaaye To (Reprise) Lyrics

aankh hai abhi namm zara si zindagi dhoondhe wajah si re ehsaas wo phir tera gham bhar de jab mujhe tu apna sa kar de re mere lafz tu hi jaan bhi, mera ishq pe imaan bhi sajde kare insaan bhi, dikhe tujhme phir jahaan bhi jitna bhulaaye utna rulaaye huve tum paraaye jo ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe phir bhi rulaaye woh mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh lamha lamha huaa hai mujhse yun ajnabi jaise ki zindagi mein zindagi hi nahi namm hai yeh aankh, gum hai alfaaz khamosh hai zubaan chhod aaya main dhadkano ko thi tune chhod a jahaan jiske liye ho sapne sajaaye wohi tod jaaye toh ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe phir bhi rulaaye woh mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh mohabbat yeh ho jaaye toh mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh