Mohabbat Yeh Ho Jaaye To Lyrics

aankh hai abhi namm zara si zindagi dhoondhe wajah si re ehsaas wo phir tera gham bhar de jab mujhe tu tanha sa kar de re mere lafz tu hi jaan bhi, mera ishq pe iman bhi sajde kare insan hi, dikhe tujhme phir jahan bhi jitna bhulaye utna rulaye huve tum paraye jo ab jo bhi chahe jitna bhi chahe phir bhi rulaaye wo mohabbat yeh ho jaye toh, mohabbat yeh ho jaye to mohabbat yeh ho jaye toh, mohabbat yeh ho jaye to aansuon ko mile na koi wajah khushi ki dard hai ke ye dil se jaata hi nahi aake thehra hai mere sine me tera gam is tarah phool sehra me koi khilta hai sawan ka jis tarah lagte hain sare apne paraye dil chot khaye to ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe phir bhi rulaye wo mohabbat ye ho jaye to mohabbat ye ho jaye to mohabbat ye ho jaye to mohabbat ye ho jaye to lamha lamha hua hai mujhse yun ajnabi jaise ki zindagi mein zindagi hi nahi namm hai yeh aankh, gum hai alfaz khamosh hai zuban chhod aaya main dhadkano ko, tha tune chhoda jahan jiske liye ho sapne sajaye wohi tod jaaye to ab jo bhi chahe jitna bhi chahe phir bhi rulaye wo mohabbat yeh ho jaye toh, mohabbat ye ho jaye toh mohabbat yeh ho jaye toh, mohabbat ye ho jaye toh