Tum Todo Na Lyrics
na koi mausam tumse achha oo na koi manzar tum se achha
  ha rehna hai sang re tum jo mile 
  tu lagi zindagi ye nayi nayi ab na tum bin jee paunga
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  tum todo na mera dil nai jina yu tere bin
  tum todo na mera dil nai jina yu tere bin
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  o tum bin main dekho toh kya se kya ho baitha
  tum ko jo khoya toh khud ko bhi kho baitha 
  mujhko tu dhundhe to khud ko main paalunga 
  main tere badle me jannat bhi na lunga
  tum todo na dil mera 
  
  sapno ke bin aankho ki jaise kimat koi na
  waise huye tere bin meri chahat koi naa
  dardo ka ek gehra hai saanse jisko kehta hu
  teri surat marham hai duji raahat koi naa
  chanda kaise haasil hoga yeh bata
  phulo ka fizaa se kya hai vaasta
  tu na dekhna khwaab resham ke
  tere na aansu hai gam ke
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin
  nai jina yu tere bin
  tum todo na dil mera nai jina yu tere bin 
  bin tere hai pani hai meri zindgani na todo dil mera
                            
                            
                        