Khud Mein Basi Hai Khushiya - I Lyrics
khud me basi hai khushiya bahar kyu dhundhte hai khud me basi hai khushiya bahar kyu dhundhte hai is sach se par na jaane hum aankhe kyu mundte hai khud me basi hai khushiya barish me bhigna aur chhatri hata ke chalna barish me bhigna aur chhatri hata ke chalna footpath ke thelo se jo man me aaye chakhna chhodkar is daulat ko na jane kis chahat me band kar khidkiyo ko caro me ghumte hai khud me basi hai khushiya gudiya ke baal ho ya thanda barf ka gola gudiya ke baal ho ya thanda barf ka gola mitti ke khilauno se jo aabad raha jhola bhulkar in sabko kuch mehangi dukano pe kimat ke taraju se muskano ko taulte hai khud me basi hai khushiya bahar kyu dhundhte hai is sach se par na jaane hum aankhe kyu mundte hai khud me basi hai khushiya jo dikhti baate chhoti khushi unki badi hai hoti jo dikhti baate chhoti khushi unki badi hai hoti badi badi baato me aksar masumiyat hai khoti dost banke uske ya phir banke koi khilauna sang sath uske khele ye baat bhulte hai khud me basi hai khushiya bahar kyu dhundhte hai is sach se par na jaane hum aankhe kyu mundte hai khud me basi hai khushiya