Fifi Jata Kahan Hai Deewane Lyrics
jaata kaha hai deewane, sab kuch yaha hai sanam
  baaki ke saare fasaane jhoote hain teri kasam
  fifi, kuch tere dil me fifi
  fifi, kuch mere dil me fifi zamaana hai bura
  
  saiyyad hai tu magar mujhko na yun tann ke dekh
  nadaan zara ek baar qaidi mera ban ke dekh
  maano maano meri baat, hai yeh pehli mulaqaat
  maano maano meri baat
  dekho pehlu se uth ke hai jaana bura
  jaata kaha hai deewane, sab kuch yaha hai sanam
  baaki ke saare fasaane jhoote hain teri kasam
  fifi, kuch tere dil me fifi
  fifi, kuch mere dil me fifi zamaana hai bura
                            
                            
                        