Naak Pe Gussa Lyrics
hai naak pe jo gussa haye gussa hai naak pe jo gussa haye gussa chhupa bhi na sakein, jata bhi na sakein toh phir fizool hai yeh kissa chhupa bhi na sakein, jata bhi na sakein toh phir fizool hai yeh kissa ho bahot paheliyan banna chuke ho tum ab aake hal bata bhi do bhare bazaar mein agar na keh sako toh ghar ka phir pata bhi to do hai naak pe jo gussa haye chhupa bhi na sakein, jata bhi na sakein toh phir fizool hai yeh kissa shehar ke ameer saare aaye hum pe dil lutaane chhod ke dukaan gaadi baithe hum tumhe manaane thoda reham tum bhi karo Kyun na muskura ke jhaad do sirf dhool hai yeh gussa chhupa bhi na sakein, jata bhi na sakein toh phir fizool hai yeh kissa ho bahot paheliyan banna chuke ho tum ab aake hal bata bhi do bhare bazaar mein agar na keh sako toh ghar ka phir pata bhi to do hai naak pe jo gussa haaye dil chura ke dil jalana Yeh to kaayda nahi hai pyaar pe guroor ho toh Koi fayada nahi hai sar ko bhale jhukao nahi Kyun na sar uthake maan lo ek bhool hai yeh gussa ho chhupa bhi na sakein, jataa bhi na sakein toh phir fizool hai yeh kissa ho bahot paheliyan banna chuke ho tum ab aake hal bata bhi do bhare bazaar mein agar na keh sako to ghar ka phir pata bhi to do hai naak pe jo gussa haaye