Mat Socha Kar Lyrics

kuchh bate aisi hoti hai jinhe soch ke dil gabhrata hai ye ye jina hai kya jina hai kyu jina hai ab aur kahan tak jina hai mar jana hai par aakhir kyu mar jana hai aur mar kar aakhir socho to kis desh me kis sansar me humko jana hai kyu jana hai kya kya desh me us sansar me humko hum sab ko is desh ki tarha tanha tanha hi rehna hai kyu rehna hai tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar mar jayega mar jayega mat socha kar tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar pyar gadhi bhar ka hi bahot hai pyar gadhi bhar ka hi bahot hai jutha sachcha mat socha kar jutha sachcha mat socha kar mar jayega mar jayega mat socha kar tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar khwab haqikat ya afsana yaa afsana afsana khwab haqikat ya afsana kya hai duniya mat socha kar kya hai duniya mat socha kar mar jayega mar jayega mat socha kar tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar jis ki fitrat hi dasna ho jis ki fitrat hi dasna ho wo to dasega mat socha kar wo to dasega mat socha kar mar jayega mar jayega mat socha kar tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar maan mere shehzad wagar na maan mere shehzad wagar na maan mere shehzad wagar na pachhtayega mat socha kar pachhtayega mat socha kar mar jayega mar jayega mat socha kar tanha tanha mat socha kar tanha tanha mat socha kar