Lauta De Mujhko, Ab Tujhko Dhundhu Main Kahaan Lyrics

lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan natkhat si ek ladki kaagaz ki kashti lekar baarish me bhigati thi mujhko bhi bhigoti thi aaye jo phir wo baarish teri yaad lekar aaye paagal ye mere dil ko bechain karke jaaye ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan bachpan ka pyaar mera khoya tha yahi ek din gar pyaar mein kashish hai do dil milenge ek din mere yaar se mila de khuda ehsaan hoga tera ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan ab tujhko dhundhu main kahaan milta nahi woh aashiyaan