Rab Se Maangi Lyrics
rab se maagi thi maine woh duaan ho tum
  tohfa khuda ka meri jaan ho tum
  rab se maagi thi maine woh duaan ho tum
  tohfa khuda ka meri jaan ho tum
  kaafeer hota to main khuda ki kasam
  kaafeer hota to main khuda ki kasam
  kehta tumko mere khuda ho tum
  
  meri subah ho tujhse shuru
  ye hi tamanna hai bas meri
  tu ban gaya meri jeene ki wajah
  tasveer mere dil mein basi hai teri
  mujhse zindagi kabhi hona na khafa
  mujhse zindagi kabhi hona na khafa
  tu hi talab hai meri aakhari
                            
                            
                        