Laila Majnu Do Badan Ek Jaan The (2) Lyrics

laila majnu do badan ek jaan the ek jaan the jajaba-e-ishk-o-wafa ki shaan the jajaba-e-ishk-o-wafa ki shaan the jajaba-e-ishk-o-wafa ki shaan the, shaan the laila majnu do badan ek jan the ek jaan the, ek jaan the do kabile aamri aur sardari jinme thi pushton purani dushmani un kabilo ki thi ye noor-e-najar jinke dil me kar liya ulfat ne ghar aur ye ulfat ibadat ban gayi hukm-e-rakt mansa ye kudrat ban gayi maksad unka tauba ye ulfat bana ulfat bana ulfat bana jalwa-e-irukh did ki jannat bana jalwa-e-irukh did ki jannat bana, jannat bana laila majnu do badan ek jan the ek jan the ek din maktabi mulla ne kaha sab likho takhti me nam allah ka sabne likha sirf majnu hi magar laila laila likh raha tha bekhabar laila laila likh raha tha bekhabar taish is par aa gaya ustaad ko kaise sahta khush or ilah ka usne majnu ko saja-e-sakht di har saja ki jard laila par ladi har saja ki jard laila par ladi maulwi khafa ye manjar dekh kar aap dida ho gaya is bhul par pyar masuno ka ruswa ho gaya ja baja dono ka charcha ho gaya jab suna laila ke walid ne ye haal sharam aayi aur hua behad malaal usne laila se kaha martab na jaye ghar ki chokhat se kadam bahar na laye ek din bekar pahre ho gaye laila aur majnu achanak kho gaye dono sardaro ke waisihat chha gayi mayan se talwar bahar aa gayi par jo gujre ek nahkmi sitan se dekhte hi rah gaye hairan se hairan se laila majnu khel me masrukh the laila majnu khel me masrukh the galid majnu ne dekha gaur se aur kaha laila ke walid se huzur khelne dije inhe kijiye naa dur khelne dije inhe kijiye naa dur taias me laila ke walid ne kaha kal ik yahi khel ek bada ban jayega baddua hoga gharano ke liye sharm hoga khandaano ke liye ye gaddar khich kar laila ka hath le gaya is tarah usko apne sath le gaya is tarah usko apne sath phir na koi dekhne aaya unhe dekhne paya unhe jane kis basti me thahraya unhe jane kis basti me thahraya unhe jane kis basti me thahraya unhe