Gaaye Jaa Lyrics
suraj tera gardish mein hai dhalte huye keh gaya phir laut ke aaunga main nazdeek hi hai subah gaaye jaa, gaaye jaa gham mein hai sargam gunguna ye dhun, gaaye jaa gaaye ja, gaaye ja raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja gaaye ja, gaaye ja gham mein hai sargam gunguna ye dhun, gaaye ja apna hi apna kyun kehlaaya hai kaise koi tay karta hai kaun paraaya hai ek wohi rishta teri kamaayi hai dard ke pal mein jisne tera saath nibhaya hai toota huaa to kya sitaara tu kisi ka bann sahara tu gaaye ja, gaaye ja raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja gaaye ja, gaaye ja gham mein hai sargam gunguna ye dhun gaaye ja ho aankhon mein rakhna sapne tu kal ke tujhko lekin un tak jana hoga khud chal ke majhdhaaron se tu haar nahin jaana saahil tujhko paana hoga lehron mein dhalke hai zindagi wohi jo chalti hai yeh girke hi sambhalti hai