Boond Boond Lyrics
bund bund karke mujh me girna tera aur mujh me mujhse zyada hona tera bund bund karke mujh me girna tera aur mujh me mujhse zyada hona tera bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage aaja tujhko peelu man mera kahe main na bacha mujh me thoda sa bhi dekh tu na bacha tujh me bhi jalne laga garm saanso se main tu pighalne laga mujh me hi qatra qatra main jalu sharm se tere milu jism tera moum ka pighla du karwate bhi tang ho raat bhar tu sang ho tere har ek ang ko sulga du bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage aaja tujhko peelu man mera kahe main na bacha mujh me thoda sa bhi dekh tu na bacha tujh me bhi jalne laga garm saanso se main tu pighalne laga mujh me hi hone de kuch galtiya rengti ye ungliya jism ke tu darmiya thehra de lamha koi garm tu ya ubalti barf tu mujhpe hoja kharch tu yu aake bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage aaja tujhko peelu man mera kahe main na bacha mujh me thoda sa bhi dekh tu na bacha tujh me bhi jalne laga garm saanso se main tu pighalne laga mujh me hi