Bezubaan (Jheeni Jheeni In Saanso Se) Lyrics
kis lamhe ne thumi ungli meri fusla ke mujh ko le chala nange paaon daudi aankhe meri khwabo ki saari bastiyaan har daoriyaan har fasle kareeb hai is umr ki bhi shakshiyat ajeeb hai jhini jhini in saaso se, pehchani si aawazo me gunja hai aaj aasman, kaise hum bezubaan is jeene mein kahi hum bhi the the zyada ya zara kam hi the ruk ke bhi chal pade magar raste sab bezubaan jeene ki yeh kaisi aadat lagi bematlab karze chad gaye haadso se bach ke jaate kaha sab rote haste seh gaye ab galtiyaan jo maan le to thik hai kamzoriyo ko maat de to thik hai jhini jhini in saaso se, pehchani si aawazo me gunja hai aaj aasman, kaise hum bezubaan