Ishq Da Maraa Lyrics
lakh bachaye naina humne, rok na paye naina apne
  lakh bachaye naina humne, rok na paye naina apne
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  hadd ho gayi haye rabba dil se bechara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  
  tera chehra dekhun khuda mein
  tera chehra dekhun khuda mein
  tu hai dil mein, tu hai duaa mein
  tujhme kahin kho jaun, main bas tera ho jaaun
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  hadd ho gayi haye rabba dil se bechara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  
  zidd na chhode dil jazbati
  zidd na chhode dil jazbati
  soche tujhko ab din raati
  tere hi sadke jaye, bin tere na reh paaye
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  sari khudaiyan tujhpe lutaiyan
  hadd ho gayi haye rabba dil se bechara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
  unse kehdo na ki main ishq da mara hoon
                            
                            
                        