Tu Jo Mila To Ho Gaya Main Qabil Lyrics
ashiyaana tera saath mere hai na dhoondte teri gali mujhko ghar mila aab-o-daana tera haath mere hai na dhoondte tera khuda mujhko rab mila tu jo mila ho gaya main qaabil tu jo mila to ho gaya sab haasil tu jo mila aasaan hui mushqil kyunki tu dhadkan main dil fiqrein sabhi dhuaan hui farkon se dil darta nahin chaaha tujhe iss tarah chahat se dil bharta nahin tu jo mila seedhi lage tirchi dagar chalne se dil thakta nahin meetha lage aisa safar rukne ko dil karta nahin tu jo mila aa, tu jo mila ho gaya main qaabil tu jo mila to ho gaya sab haasil haan tu jo mila aasaan hui mushqil kyunki tu dhadkan main dil