Bhar Do Jholi Meri Lyrics
tere darbaar mein dil thaam ke woh aata hai
  jisko tu chaahe, hey nabi tu bulaata hai
  tere dar pe sar jhukaaye main bhi aaya hoon
  jiski bigdi haaye nabi chaahe tu banata hai
  
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main naa jaaunga khali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main naa jaaunga khali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main naa jaaunga khali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main naa jaaunga khali
  band deedon mein bhar daale aansu
  sil diye maine dardo ko dil mein
  band deedon mein bhar daale aansu
  sil diye maine dardo ko dil mein
  
  jab talak tu bana de na bigdi
  dar se tere na jaaye sawaali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main naa jaaunga khali khaali
  bhar do jholi aaka ji bhar do jholi hum sab ki
  bhar do jholi nabi ji bhar do jholi meri sarkar-e-medina
  laut kar main naa jaaunga khali
  
  khojte khojte tujhko dekho
  kya se kya, ya nabi ho gaya hoon
  khojte khojte tujhko dekho
  kya se kya, ya nabi ho gaya hoon
  bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
  main yahan se wahan ho gaya hoon
  bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
  main yahan se wahan ho gaya hoon
  
  de de ya nabi mere dil ko dilaasa
  aaya hoon door se main hoke ruhaasa
  de de ya nabi mere dil ko dilaasa
  aaya hoon door se main hoke ruhaasa
  kar de karam nabi mujhpe bhi zara sa
  jab talak tu jab talak tu panaah de na dil ki
  dar se tere na jaaye sawaali
  
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main na jaaunga khaali
  bhar do jholi meri tajdaar-e-medina
  laut kar main na jaaunga khaali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main na jaaunga khaali
  
  jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
  bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
  jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
  bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
  aah nikli hai toh chand tak jaayegi
  tere taaron se meri duaa aayegi
  aah nikli hai toh chand tak jaayegi
  tere taaron se meri duaa aayegi
  
  aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
  jab talak tu sunega na dil ki
  dar se tere na jaaye sawaali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main na jaaunga khaali
  
  de taras kha taras mujhpe aaka
  ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
  de taras kha taras mujhpe aaka
  ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
  jab talak tu mila de na bichhdi
  darr se tere na jaaye sawaali
  bhar do jholi meri ya muhammad
  laut kar main na jaaunga khaali
  
  bhar do jholi aaka ji bhar do jholi hum sab ki
  bhar do jholi nabi ji bhar do jholi meri sarkar-e-medina
  laut kar main naa jaaunga khali
  dum dum ali ali dum ali ali
  dum ali ali dum ali ali dum ali ali dum ali ali