Mere Humsafar Lyrics
aye mere humsafar ek zara intezaar
  sun sadaayein de rahi hai manzil pyar ki

  jisko duaao me maanga tu hai wahi rehnuma
  tere bina mushqil hai ek bhi kadam chalna

  bin tere kahaan hai manzil pyar ki
  aye mere humsafar ik zara intezaar
  sun sadaayein de rahi hai manzil pyar ki
  
  na hum bewfa hai, na pyar hai kam darmiya
  par apni taqdeerein hain bilkul hi judaa

  phir kaise milegi manzil pyar ki