Kya Cheez Hai Orat Dunia Me Lyrics
jab se ye dunia bani hai yaro, sabka hai yahi kahna aag hai maut hai kayamat hai aurat se bachke rahna, kyonki kya cheez hai aurat dunia me, kya cheez hai aurat dunia me ye tumko batana mushkil hai, ye tumko batana mushkil hai dunia ko jhukana asaa hai, dunia ko jhukana asaa hai aurat ko jhukana mushkil hai, ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai tarif karu kya mardo ki, tarif karu kya mardo ki sach baat sunana mushkil hai, sach baat sunana mushkil hai jallad se bachna asaa hai, jallad se bachna asaa hai inse bach jana mushkil hai, ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai kabhi jalwo se haye kabhi ankho se kabhi jalwo se haye kabhi ankho se kabhi lut le ye mulakato se kabhi lut le ye mulakato se ye to mardo ko dekho nikamma kare ye to mardo ko dekho nikamma kare bas pyar bhari do bato se, ha ha pyar bhari do bato se ek baar jo dube ek baar jo dube inki ankho me ankho me phir laut ke ana mushkil hai, ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai tarif karu kya mardo ki, tarif karu kya mardo ki sach baat sunana mushkil hai, sach baat sunana mushkil hai ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai kabhi raah pe khade, kabhi dar pe pade haye kabhi raah pe khade, kabhi dar pe pade kaise kaise ye chakkar chalate hai kaise kaise ye chakkar chalate hai kayi waade kare matlab ke liye ha kayi waade kare matlab ke liye jhuti jhuti ye kasme khate hai jhuti jhuti ye kasme khate hai ek bar jo aaye, ek baar jo aaye inke hatho me phir to pichha chhudana mushkil hai ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai kya cheez hai aurat dunia me, kya cheez hai aurat dunia me ye tumko batana mushkil hai ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai husan wale sabhi dil ke kaale sabhi husan wale sabhi dil ke kaale sabhi pyar kar ke hamesha badlte rahe ha pyar kar ke hamesha badlte rahe kabhi dhokha kiya kabhi gum de diya kabhi dhokha kiya to kabhi gum de diya ye to dil ko khilona samjhte rahe ye to dil ko khilona samjhte rahe are ja abe ja ja dekho baat badhao na tum bhi samne aao na dekho baat badhao na tum bhi samne aao na o mai bhi koi kam nahi mardo me koi dam nahi itna ab na akdo tum, apna rasta pakdo tum tumko apna hosh nahi, tumme koi josh nahi himmat hai to samne aa, himmat hai to samne aa aayi hu mai hath laga, aayi hu mai hath laga