Mumbai Ki Rail Lyrics
mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 

  koi aage se mare dhakka koi piche se mare mukka 

  humko to kuch bhi samajh naa aaye 
  hay ram koi hamko bataye kaisa ye khel bhaiya 
  mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
  mumbai ki rail bhaiya he mumbai mumbai mumbai 
  he mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai 
  luv u mumbai i love mumbai 
  
  banaras me thandi bahut thi so gaye odh ke chadar 

  ankhiya lagi kab ratiya gayi aa gaya jane kab dadar 
  itne me aaya re ik sipaya bola re hamko uth jaa 
  o bhaiya ham na uthe to bairy sipaiya ne 
  khela re sang hamre tata re thaiya mumbai mumbai 
  he mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai 
  mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
  arey mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
  mumbai ki rail bhaiya he mumbai mumbai mumbai 
  he mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai
  
  na uski janani me ginti na ginti mardo me uski 

  usne pakad hame dhaka diya chad gaye janane me ham bhi
  janani hame sab kuran lagi hum piche hate wo aage badne lagi 
  galti se takra gaye jo janani ne patak patak ke ki re dhulayi 
  he mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai 
  mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
  arey mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
  mumbai ki rail bhaiya he mumbai mumbai mumbai 
  he mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai
  
  agle station tak hay meri halat bhut hi bigad gayi re 

  janani se chuta to tc ki najariya ham pe pad gai re 
  usne jhat se collar ko pakda 
  ladies me chad ke karta hai lafda 
  itne me public aur police ne 
  ang ang dila haay mera kar diya 