Ae Sochta Hai Kya Aaja Lyrics
ae sochta hai kya aaja 
  bada maza hai mere pyar me
  ae sochta hai kya aaja 
  bada maza hai mere pyar me
  ae sochta hai kya 
  
  sharam kaesi koi nahi dekhne wala
  koi nahi yaha dekhne wala
  kaesi gajab ki tanhae hae
  koi nahi yaha dekhne wala
  kaesi gajab ki tanhae hae
  thandi hawao ne mahaki fijao ne 
  dil ki tamanna jagae hae
  tu bhi jawa mae bhi jawa
  tu bhi jawa mae bhi jawa
  tu bhi akela mae bhi akeli
  ae  sochta hae kya aaja sach kahti hu
  bada maza hae mere pyar me ae sochta hae kya 
  
  bhigi jawani tujhko bulaye 
  baho me aaja mere dilbar
  bhigi jawani tujhko bulaye
  baho me aaja mere dilbar
  ang laga le aese na apne chahne walo pe sitam kar
  mujhko utha gale laga mujhko utha gale laga
  teri diwani meri jawani ae sochta hai kya aaja 
  aaja na bada maza hai mere pyar me 
  ae sochta hai kya aaja aaja
  bada maza hai mere pyar me ae sochta hai kya
                            
                            
                        