Amma Lyrics
bhul bhuli si aankhe
  dekhe chamchamate sapne
  unko tu kyu jhuthlaye
  dhero sapne tu bune
  par mujhse kuch na kahe
  jo kahe mera bas chale
  
  hasrate teri sab puri kar du main
  kar de zid koi kya na karu main
  gudiya tu meri bacchi tu meri 
  meri amma meri amma
  
  ek sapna hain jab kamaunga main
  sach kahta hu amma mehal banaunga main
  
  o khatkhataye khushiya pal pal chale roshan
  amma mehal ho jadu sa
  us ghar ke kone me wahi dhun baje phir se
  appa ka band bane albela
  chhu lu har zustzu
  paa lu har makam
  naaj mujhe pe karo chahu yahi main
  hero wo mere bacchi tu meri 
  meri amma meri amma
                            
                            
                        