Kya Sunaoon Lyrics

piya piya kya sunaaon, kya batau kehna mushqil kitna chahu ho kya sunau, kya batau kehna mushqil kitna chahu kya chhupau, kya dikhau dil ke armaan kya ginau itna hi bas jaanta hu bin tere bejaan sa hu aur kya mai kahu aur kya mai kahu kya sunau, kya batau kehna mushqil kitna chahu kehna bahut kuch chaahu par tumse keh na pau jaane me kyun ghabrau kuch sochu, dar jaau ho raha hai kya, naa jaanu raato ko uth uth ke jagu haatho ko apne utha ke rab se bas tujhko hi maangu aur kya mai kahu kya sunau, kya batau kehna mushqil kitna chahu o piya piya piya tune ye kya kiya tore bina kahin laage na mora jiya o piya piya piya tune ye kya kiya tore bina kahin laage na mora jiya dekhun tujhe to jeena chahu naa dekhu, jee naa pau hothon pe tujhko aa sajaa lu jab chaahu gungunau meri har ik saans me tu mere har ehsaas me tu lab se jo kuch bhi mai bolu mere har alfaaz me tu aur kya mai kahu aur kya mai kahu aur kya mai kahu aur kya mai kahu kya mai kahu kya mai kahu