Albeliya Lyrics

koi parda, koi aulat meri hi aankhon me maare maare hai tana, maare maare hai tana jab jhijhki jab kaanpe hotho ki jodi to maine ha maine jana, maine maine ha maine jana main to aazadi me bhi qaid ho gayi mere albeliya tu kheliya main to aazadi me bhi qaid ho gayi mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya badla hai sheesha ya main ho gayi nayi mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya main jo duniya ka chehra niharu unko hi paau par wo jab bhi meri aur dekhe chehra chhupau ha khwaabo me har mere khuda rang bhar rahe hai unka junoon aur meri jaan ek kar rahe hai haye lutne me kitna mazaa hai kaise bataau dekhu khud ko to jaise aur hai koi mere albeliya tu kheliya dekhu khud ko to jaise aur hai koi mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya jhooti main jhooti thehri tu sahi, sahi mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya albeliya, albeliya tu kheliya albeliya, tu kheliya tu kheliya