More Saiyyan Lyrics
more saiyan tham baiyan more saiyan tham baiyan dhup hoon main, tu mori chhaiyan radha hui shyam ki, sita hui ram ki radha hui shyam ki, sita hui ram ki main to hui tori deewaani, deewaani main to hua tora deewana tum mere adhro ka moti ho aankhon ki jyoti ho man ka ujaala ho tore sang hi jeeya mora laaga tose bandha preet ka dhaaga ho radha hui shyam ki, sita hui ram ki main to hua tora deewana, deewana main to hui tori deewaani, deewaani