Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla - Reprise Lyrics
aa ha aa ha aa ha aa main dhundne ko zamane me jab wafa nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla pata chala ke ghalat leke main pata nikla pata chala ke ghalat leke main pata nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa aa ha aa ha aa ha aa jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi dastake khushiyon ne di thi, mit gayi thi har kami kyun bewajah di yeh saza, kyun khwaab de ke woh le gaya jiye jo hum lage sitam, azaab aise woh de gaya main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla pata chala ke ghalat leke main pata nikla pata chala ke galat leke main pata nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa aa ha aa aa ha aa ha aa dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafa hai subah naraz us bin ruthi shaame din khafa woh aaye na, le jaye na, haan uski yaade jo yaha na raasta, na kuchh pata, main usko dhundhunga ab kaha main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla pata chala ke ghalat leke main pata nikla pata chala ke ghalat leke main pata nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa aa o aa woah hey aye ayee ye