Apne Mann Ka Kona Lyrics
bachpan me humne suna
ke hai parde sa hi aasma
to jo shiddat se patthar uchhal
to ye fat jayega aasma
itna hai pani yaha pe bhara
koi na pyasa raha
kahin pe, kabhi to
milega mujhe bhi aasma ke tale
apne man ka kona